Amitabh Bachchan Famous Dialogues List in Hindi

Amitabh Bachchan Famous Dialogues List in Hindi

Last Updated on February 9, 2021 by Team FinderWheel

Amitabh Bachchan is an Indian film actor, film producer, television host, occasional playback singer, and former politician. Amitabh Bachchan has starred in close to 200 films in his career, and with each film, he has proven his versatility as an actor. His dialogues are part of everyday pop-culture ever popular.

Here we list down some of the most famous dialogues of the Shahenshah of Bollywood.

  1. Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah – Shahenshah
  2. Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai. – Don
  3. Tumhara naam kya hai, Basanti? – Sholay
  4. Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tarha khade raho – Zanjeer
  5. Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tarha khade raho – Zanjeer
  6. Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. uske baad, uske baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga. – Deewar
  7. Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein guzarne paati to shadab ho bhi sakti thi. – Kabhi Kabhie
  8. Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein guzarne paati to shadab ho bhi sakti thi – Kabhi Kabhie
  9. Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal. – Agneepath
  10. Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas? – Deewar
  11. Ghadi Ghadi drama karta hai, saala – Sholay
  12. Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal – Agneepath
  13. Main aur meri tanhai, aksar yeh baatein karte hai – Silsila
  14. Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata – Deewar
  15. Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon. – Trishul
  16. Angrezon ke zamaane ke jailor, aur itni ghabrahat? – Sholay
  17. Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon – Trishul
  18. Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa. – Laawaris
  19. Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho. – Sharaabi
  20. Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho – Sharaabi
  21. Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain. – Sharaabi
  22. Meri history jaanta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain. – Department
  23. Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain. – Deewar
  24. Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf – Sarkar
  25. Paisa kya hai, sirf ek number na. – Teen Patti
  26. Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar phool nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota – Chupke Chupke
  27. Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se jyaada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta. – Trishul
  28. Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain – Mohabbatein
  29. Hum bhi to roz khatro se khelte hai. – Sholay
  30. You are right, Mr R K Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur haan, mere banaye hue colony mein agar aapko ghar chahiye, to taqalluf mat kijiyega, makaan aap ko mil jayega. – Trishul
  31. Jo kal hua, woh dobara nahi hoga. – Sholay
  32. Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam
  33. Zindagi aur shatranj mein yahi toh farak hai, zindagi mein doosra mauka milta nahi, yahan shatranj mein mil jaata hai. – Wazir
  34. Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai. – Sharabi
  35. Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf. – Sarkar
  36. Karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal – Coolie
  37. Apni sharto par chalne wale ko keemat chukani padati hai, mujhe jo sahi lagta hai wo mai karta hu – Sarkar Raj24. Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain. – Mohabbatein
  38. Arre yeh jeena bhi koi jeena hai, Lallu? – Mr Natwarlal
  39. Aisa to aadmi life mein doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai? – Amar Akbar Anthony
  40. Wahan se tumhe yeh cheh dikh raha hoga. Lekin yahan se mujhe yeh nau dikhta hai – Aakhree Raasta
  41. Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai. Ek woh jo kachre se uthta hai. Aur doosra woh jo paap ki gandegi se uthta hai. – Hum
  42. Ghadi Ghadi drama karta hai, saala – Sholay
  43. Aur waise hi, main is ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge Sikandar ne apne ilake me usey mara. – Muqaddar Ka Sikander
  44. Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha. – Kaalia
  45. Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal. – Coolie
  46. Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain. – Kaalia
  47. Yeh koyle ki khaan ek azgar hai seth sahab, jo roz, anginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jism se khoon ka ek-ek katra choos kar, ek laash ke roop mein ugal deta hai. – Kaala Patthar
  48. Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye? – Namak Haram
  49. Apun woh kutte ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun seedha nahin hota! – Laawaris
  50. I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow! – Namak Halal

Also Read:

  • Amitabh Bachchan All Movies List
  • Amitabh Bachchan Upcoming Movies List 2019 & 2020